Zarre zarre se sunoo aahaten
Par kahin kyun nahi mile mujhe rahten
Keh rahi tanhaiyan kyon tu nahi hai yahan
Tu kho gayi ya kho gaya mujh tak rasta
Kyun tune dil toda
Dard hi ab raha
Kyun tune yun chhoda
Hota nahi ab bayaan
Aake jana meri sooni sooni raahon pe
Hoon deewana tera le le tu panahon mein
Kehke apna pehle ab tu na paraya kar
Mar jaunga tere bin teri baahon mein
Kyun tune dil toda
Dard hi ab raha
Kyun tune yun chhoda
Hota nahi ab bayaan
Meri hi khata thi
Jo tujhse laga li
Tujhse hi chura li ye nigah
Tujhko saccha jana
Tujhko apna mana
Kyon tujhse hi betha dil laga
Chhod ke hi jana tha
Yun mudke hi jana tha
Phir aaye kyon mere paas
Itna sa afsana tha
Sath chhoot jana tha
Jhoothi hi thi har ik aas
Mile tu phir mujhe jab kabhi
Ya rahe bas juda
Bhoole agar tu mujhe bhool ke
Tujhse rahoonga juda
Kyun tune dil toda
Dard hi ab raha
Kyun tune yun chhoda
Hota nahi ab bayaan