Jo tere shauk hai, shauk se aaj poore karle sabhi
Baaki na reh jaaye kuch kasar,
Aage ka tera lamba hai safar
Yahan se nahi dekhega tu piche mud ke kabhi
Jo kabhi bin padhe, faad ke fenkta tha arzi teri
Jamaana badla hai woh briother
Karega aab se teri kadar
Poori na sahi aadhi toh manega marzi teri
Ghum tere tu piche chhod aaya hai
Aur mushkurana tujhe aaya hai
Sab paiso ki leela hai, maaya hai
12 ko bhi dekho laage 52 jaisa
Tere jivan ke chakke ghumaane aaya paisa
Teri bekari ke chhakke chudane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa