Mukesh - Raat Aur Din Diya Jale 歌词

Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai
jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai,
raat aur din

pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye
aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye,
raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai,
jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
raat aur din

gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay
jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay,
raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai
jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara ha
raat aur din

khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar
itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar
raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai
jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai,
raat aur din
这个歌词已经 151 次被阅读了