Mukesh - Chehare Se Jara Aanchal Jab Aapane Sarakaya 歌词

Chehare se jara aanchal jab aapane sarakaya
duniya yeh pukar uthhee, lo chand nikal aaya

mana ke woh hira ho, mushkil se jo hath aaye
itna bhee na tadpao ke jan nikal jaye
chhodo jee abb yeh jagade, yek bar muskura do
takdir hai kya apanee, maine jo tumhe paya

waise toh muje tum par pura hee bharosa hain
kaise woh bhula doo mai jo aankho ne dekha hain
chhedoge dil todoge, yek bar muskura do
itanee see shikayat par kitna muje tadapaya
这个歌词已经 102 次被阅读了