Bride And Prejudice - Aayi 歌词

Phir kya kyun kabhi
teenon hum sakhi
honge yuun saath
...na hona

shadi jab ho jaayegi
to na samjho yeh kho jaayegi
dost hum rahenge hamesha

doli hai koi laane ko
mujhe sang sang sang le jaane ko
yeh din mujh ko sata yaad ayega

raja ki raani ho ke
jaa amritsar se UK

tu kaisi dulari hai
saare jag se yaari hai
tu maang le jo bhi hai jiii mein
kar le duniya muThi mein

bibi khuli hai apni dukaan
kaho kya le jaana hai

begani shaadi mein
ab dulha deewana

kyun na jhuume gayen
khushiyan se kyun na hosh gawayen
naache hawa aur jhoome gagan
yeh khone hain do jeevan???

swagat ladke ka ab hai phoolon se
mahki hui raahen hain in galiyon se

jo aaye shaadi mein kahe
accha kuch to khilao
to kahenge de ke rasmalai
zara is ka swad uThao

heere moti laal pukraj
hum kahan kahan se laye
aur jab un se bane zewar
to chaand taare sharmaye

pehle dulhan, in ko do
lage sab se haseen

aur agar kohinoor bhi hota
phir woh lagti queen
这个歌词已经 114 次被阅读了