O palanhare, nirgun aur nyare
O palanhare, nirgun aur nyare
tumare bin hamara kaunon nahee
Hamaree uljhan suljhao bhagwan, tumare bin hamara kaunon nahee
Tumhe hamaka ho sambhale, tumhe hamare rakhwale
Tumare bin hamara kaunon nahee
Tumare bin hamara kaunon nahee
Chanda me tumhe toh bhare ho chandni, suraj me ujala tumhe se
Yeh gagan hai magan, tumhe toh diye ho isse tare
Bhagwan yeh jivan tumhe naa sanwaroge, toh kya koee sanware
O palanhare nirgun aur nyare,
Tumare bin hamara kaunon nahee
Tumare bin hamara kaunon nahee
Jo suno toh kahe prabhuji hamaree hai binati, dukhi jan ko dhiraj do
Hare nahee woh kabhee dukh se
Tum nirbal ko raksha do, reh paye nirbal sukh se
Bhakti ko shakti do
Bhakti ko shakti do
Jag ke jo swami ho, itani toh araj suno
Hai path me andhiyare, dedo vardan me ujiyare
(O palanhare, nirgun aur nyare, tumare bin hamara kaunon nahee
Hamaree uljhan suljhao bhagwan, tumare bin hamara kaunon nahee)