Abhijeet - Baadshah O Baadshah 歌词

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Chaaron taraf hai mere hi charche
Honthon pe hai bas mera naam
Rangon bhari subah meri
Masti mein doobi hai meri shaam
Jhoothi kahaani sacchi lage
aawargi mujhe achchhi lage
Naghme sunaana sabko nachaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Hai ye mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhukta mera sar
Jhukte mere saamne takhto taaj
Andaz mera sabse juda
Main baadshahon ka baadshah
Sapne sajaana hansna hansaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main kaatil bhi hoon
Sabke dilon mein shaamil bhi hoon
Dil ko churaana neendein udaana
Bas yehi mera kusoor
Vaadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Baadshah o baadshah
Baadshah hey baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah.
这个歌词已经 271 次被阅读了