Jab se hua tere najdeek hai
Dil ke mohalle mein sab theek hai
Jab se hua tere najdeek hai
Dil ke mohalle mein sab theek hai
Jara sa kitabo mein kam dhayan hai
Jyada tere khayaon mein hai
Tujhse jo milke maja hai kahan
Wo ganit ke sawalon mein hai
Karke gustaakhiyan, maange na maafiyan
Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya
Karke gustaakhiyan, maange na maafiyan
Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya
Hmm, cycle par leke jaunga
Samoshe garam khilaunga main
Kar waada shanivaar ko
Bhagwan ke bharose
Chhod ke samoshe
Bhool jaaye somvaar ko
Tere liye ghar se nikalti hoon
Jab kahta hai milti hoon
Gharwaalo se chupke tujhe
Parwaah nahi hai meri
Jyadati hai teri
Kya samajh rakha hai pyaar ko
Tujhe kis tarah bataun main
Kitna jaroori tera pyaar hai
Mere andhiyare se jivan mein
Tu hi safedi ki chamkar hai
Karke gustaakhiyan, maange na maafiyan
Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya
Jag ko main genius lagta hoon
Chehra ye serious rakhta hoon
Andar se dilphenk hoon
Maana hoon chhot ghar ka
Jeb se hoon karka
Larka main bada hi neek hoon
Tere chehre pe saare marte hai
Baaki larke bhi waade karte hai
Lekin nibhate nahi
Mauke pe kaam aaye
Waada jo nibhaaye
Eklauta main hi ek hoon
Mat ghabraana mahurat
Hamare milan ka nikat hai piya
Bas ek guggly se papa ka tujhko
Girana wicket hai piya
Karke gustaakhiyan, maange na maafiyan
Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya