Phir wahi hai din yeh
Phir wahi hai shaame
Tu ho jaaye jo shaamil to
Badlenge rang saare
Phir wahi hai din yeh
Phir wahi hai shaame
Tu ho jaaye jo shaamil to
Badlenge rang saare
O o.
Hum dono aur ye saari raat
Sharaabi ho jaaye to
Band ho kamre mein hum do
Aur chaabi kahin kho jaaye to
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye...
Dhal gaya hai din
Hone wali hai raat
Jaane do jaane do
Mujhe jaana hai kahin
Aisi waisi inn baaton mein teri aaj
Sarfira sa dil mera aa jaaye na kahin
Dhal gaya hai din
Hone wali hai raat
Jaane do jaane do
Mujhe jaana hai kahin
Na chahiye mujhe raahon pe tera saath
Roko na roko na mujhe rukna nahin
O raahein ye teri saari aaj
Mujhse hi mil jaaye toh
Subah tak yunhi mere paas
Tu aaj ruk jaaye to
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye
Toh baat ban jaye...