Do dilon ke dyaare
Sarhade toh utaare
Tu sagaron ke seene mein
Haan bandh bhi le deewarein
Raahe na pyaar ki ho goom
Raahe na pyaar ki ho goom
Girti chaton ki ret se tu
Mahal apna bana lena
Jahan hai dafan hazaron jakhm
Wahan chaadar bicha lena
Khaari khaari barishon mein
Fasal laga dena
Ek desh ki rassiyon se
Dor bana lena
Baant lena parinde
Baant le yeh hawaein
Chal ek tihayi dhoop le
Aadhe tu kar sitare
Rahe na pyaar ki ho ghum
Unche lakeeron mein yun kadam
Kahan inko lejaun main
Kyun ye zameen dabepan se
Kahan baahein phailayi hai
Ye dararon ke hai nakshe
Koi mitanaa...
Chaar din ka safar hai yeh
Sath aao na...
Jo ye apne ghum hai
Inki ho batware
Aadhe ho jaye ashk ye
Dohri dhoop muskare
Rahe na pyar ki ho ghum
Rahe na pyar ki ho ghum
Bu şarkı sözü 238 kere okundu.