Udit Narayan - Ishq Hai Zindagi Тексты

Shab-e-furaqat mein dil ne mahasoos kiyaa
Aa aa
Shab-e-furaqat mein dil ne mahasoos kiyaa
Aa aa

Ishq hai zindagi zindagi pyaar hai
Ishq hai zindagi zindagi pyaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Ishq hai zindagi zindagi pyaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Jannat kaa dard-o-mohabbat kaa ghar hai ye sabko pataa yaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai

Pyaar ki ai sanam rut badal na jaaye
Waqt ki raah pe dil phisal na jaaye
Jhuki khubsoorat tumhaari nazar
Zamaane ke har gham se hai bekhabar
Ke duniyaa jo badle badalti rahe
Gali dhadkanon ki ye khilti rahe
Khilti rahe khilti rahe khilti rahe
Chaand ko dekhnaa teraa deedaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai

Tu kahe chood doon tere liye khudaai
Toote na dosti ye qasam hai khaayee
Ye yaari hamaari salaamat rahe
Dilon mein hameshaa ye chaahat rahe
Meri jab talak saans chalti rahe shamaa dostaane ki jalti rahe
Jalti rahe jalti rahe jalti rahe
Dosti jeet hai baaqi sab haar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Ishq hai zindagi zindagi pyaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Jannat kaa dard-o-mohabbat kaa ghar hai ye sabko pataa yaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai

Ishq imaan ki khushboo ishq mahboob kaa jaadoo
Ishq allaah ki naimat hai ishq zindaa haqeeqat hai
Ishq ke din anokhe hain ishq ki raat niraali hai
Ishq har shah pe haavi hai ishq ki har baat niraali hai
Aadmi ko agar chaahe sachchaa insaan banaa de
Ishq patthar ko jo pooje usko bhagvaan banaa de
Ishq seene ki dhadkan hai ishq saanson ki sargam hai
Ishq dilbar kaa vaadaa hai ishq chaahat kaa mausam hai
Ishq aankhon kaa hai kaajal ishq honthon ki hai laalii
Ishq kar lo to samjhoge ishq bin duniyaa hai khaalii
Ishq rasmein nahin jaane ishq qasmein nahin jaane
Ishq bas ishq ko samjhe ishq bas ishq ko maane

Ishq vaad-e-vafaa ishq iqraar hai
Ishq vaad-e-vafaa ishq iqraar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Dard-e-dil ki davaa sirf dildaar hai
Этот текст прочитали 231 раз.