yeh rakhi bandhan hai aisa , jaise chanda aur kiran kaa
jaisa badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa
yeh rakhi bandhan hai aisa
duniya kee jitani bahane hain, unn sabki shraddha hai isame
hai dharam karam bhaiya kaa yeh bahana kee raksha isame hai
jaise subhadra aur kishan kaa, jaise badari aur pawan kaa
jaise dharti aur gagan kaa, yeh rakhi bandhan
aaj khushi ke din bhai ke, bhar bhar aaye naina
kadar bahan kee unase puchho, jinaki nahee hai bahana
mol nahee koyee iss bandhan kaa
jaise badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa
yeh rakhi bandhan hai aisa
Этот текст прочитали 112 раз.