Kash fir se beete lamhe chura ke woh
Main jiyun
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Hain aayi teri yaadein
Tu fir dhadka de
Nahi dhadka kayi dino se dil mera
Lafzon bin baatein haan kaise samjhate
Meri khamoshi faaslon ki hai wajah
Kash fir se beete lamhe chura ke woh
Main jiyun
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Chaahe mera dil yeh
Tu chahe fir mujhe
Meri zindagi mein
Main rakh loon fir tujhe
Tere kadmon se
Yeh raahein fir judein
Teri hi hawa mein
Yeh saansein fir udein
Hain aankhon ki duayein
Woh phir laut aayein
Jo palkon se tha rootha khwaab sa
Kash fir se dhop chhaon tere sang
Baant loon
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon
Hain aayi teri yaadein
Tu fir dhadka de
Nahi dhadka kayi dino se dil mera
Lafzon bin baatein haan kaise samjhate
Meri khamoshi faaslon ki hai wajah
Kash fir se beete lamhe chura ke woh
Main jiyun
Kash fir se paas tujhko bitha ke main
Dekh loon