Meet Bros - Zaroori Hai Kya Ishq Mein Тексты

Kinare aankhon ke aaj phir ho gaye namm
Dararein saanson ko de gayi hai yeh gham

Kinare aankhon ke aaj phir ho gaye namm
Dararein saanson ko de gayi hai yeh gham
Toota toota main to iss tarah
Judna mushkil hai ab jis tarah
Jis tarah

Zaroori hai kya Ishq Mein
Iss dil ko dard ho
Zaroori hai kya Ishq Mein
Khuda bhi khudgarz ho x (2)

Shaamil ho gayi tu dil ke dard mein
Karun mehsus pal pal tujhe
Tu hai ja chuki mujhko chhod ke
Teri yaadein na chhodein mujhe

Jhootha jhootha tera khwaab tha
Chup kyun ab tu mujhko yeh bata
Yeh bata

Zaroori hai kya Ishq Mein
Iss dil ko dard ho
Zaroori hai kya Ishq Mein
Khuda bhi khudgarz ho x (2)
Этот текст прочитали 158 раз.