Hemlata - Iss Mulakat Ka BAs Maza Lijiye Тексты

tum pe shauk se
hum yeh naam duur se
khush ho gayi tabiyat
milkar hazuur se
hazuur se - 3
iss mulakat ka bas maza lijiye - 2
aaj ki raat ka bas maza lijiye
iss mulakat ka bas maza lijiye
dil kyon taras rahe hain
nagmein baras rahe hain - 2
toh aaisi barsaat ka mazaa lijiye
iss mulakat ka bas maza lijiye
ishara kar raha hu - 2
magar main darr raha hu
ke dekho rang-e-mehfil
sambhalo saheb p
ishara kar raha hu - 2
magar main darr raha hu
ke dekho rang-e-mehfil
sambhalo saheb p
yeh dil hai teer mana
na ban jaaye yeh nishana
bana hain
pehan khwaabon ka sehara
bani hai preet dulhan dulhan
jama hai dost dushman
toh mazza lijiye - 2
mazaa lijiye lijiye lijiye lijiye
dil ki baraat ka mazza lijiye
iss mulakat ka bas maza lijiye
aaj ki raat ka bas maza lijiye
bahut bechain hum hain - 2
gazal mein sher kam hain
nahi ustaad aaye
koi unko bulaye...
sunaye au rkya ab
samjah lo mera matlab
koi dhundo bahana
bana dalo fasana
agar hum chup rahenge
toh saheb kya kahenge
toh mazza lijiye ...
aaise haaalat ka bas mazza lijiye
iss mulakat ka bas maza lijiye

suno suno...
suno ab waqt kam hain
magar jab tak ke dam hain
suke na taal taali
lagaaon taan khaali
ruko ruko hum aa gaye hain
sabhi ghabra gaye hain
nahi darr ki jaroorat
sama hai khoobsurat
shuru ab khel hoga
dilon ka mel hoga
toh mazza lijiye lijiye lijiye
khulke har baat ka mazza lijiye
iss mulakat ka bas maza lijiye - 4
Этот текст прочитали 146 раз.