Hadiqa Kiyani - Intehai Shauq Тексты

Humari Zindagi Kya Hai
Hey..
Shaooray Zaat Ki Khaatir Hi
Bus Ek Azmaish Hai

Humari Larzishain
Hum Ko Sikhaati Hain

Nai Raahain
Dikhati Hain

(Humari Inteha-e-Shauq)
(Kya Hai)
(Humain Har Rah Guzar Pehchan)
(Lay Gi)
(Humaray Saamnay Manzil)
(Nishaa'n Hai)
(Nai Subho Humain Bhi Jaan)
(Lay Gi)

(Humain Bhi Jaan Lay Gi)

Humari Arzoo Kya Hai
Kay Hum Apni Ragain Jaanay
Wafa Kay Rang Bhar Dain

Humari Aa Gahi
Hum Ko Banaati Hai
Nai Shammayen Jagaati Hai

(Humari Inteha-e-Shauq)
(Kya Hai)
(Humain Har Rah Guzar Pehchan)
(Lay Gi)
(Humaray Saamnay Manzil)
(Nishaa'n Hai)
(Nai Subho Humain Bhi Jaan)
(Lay Gi)

(Humain Bhi Jaan Lay Gi)

Iraadon Ki Zamee'n Par
Kavishon Kay Phool Khiltay Hain
Koi Aandhi Koi Toofa'n
Kabhi Raasta Na Rokay

Humain Phir Bhi Yaqeen Hai Jab
Humaray Dil Say Har Dam
Aik Hi Awaz Aati Hai
Allah...
(Allah Tu Hai Mera Saeen)
(Allah Tu Hai Mera Saeen)
(Allah Tu Hai Mera Saeen)
(Allah Tu Hai Mera Saeen)

(Humari Inteha-e-Shauq)
(Kya Hai)
(Humain Har Rah Guzar Pehchan)
(Lay Gi)
(Humaray Saamnay Manzil)
(Nishaa'n Hai)
(Nai Subho Humain Bhi Jaan)
(Lay Gi)

(Humain Bhi Jaan Lay Gi)

(Humari Inteha-e-Shauq)
(Kya Hai)
(Humain Har Rah Guzar Pehchan)
(Lay Gi)
(Humaray Saamnay Manzil)
(Nishaa'n Hai)
(Nai Subho Humain Bhi Jaan)
(Lay Gi).
Этот текст прочитали 740 раз.