Abhijeet - Dekhte Dekhte Hum Тексты

kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye

Oh thandi thandi hawaon mein koyi
Ho garm shola pirone laga hai
Pyaar ki barf se jism-o-jaan ko bhigone laga hai

Do dilon ke ehsaas ka yeh to mausam hai pyaas ka
Sochte sochte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala

Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye

Ho tune chaaha humein jaan-e-jaana
Yeh to deewangi ka sila hai
Lag raha kyon humein aaj humko zamaana mila hai

Aisi baatein karte raho youn hi humpe marte raho
Humsafar humsafar hum kahan aa gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala

Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Этот текст прочитали 215 раз.