Neeti Mohan - Kahin Toh Hogi Woh Şarkı Sözleri

Maine Nahi Jaana Tune Nahi Jaana
Jane-Anjane Jo Huya
Kuchh To Huya Jo Mujhko Huya Na
Tujhko Magar Kyun Hua

Ho Sansein Kho Gayi Hai Kiski Aaho Mein
Main Kho Gyi Hu Jane Kiski Baaho Mein
Manjilo Se Raahe Dhundti Chali
Kho Gayi Hai Manzil Kahi Raho Mein

Sab Kuchh Wahi Hai Par Kuch Kami Hai
Teri Aahatein Nahi Hai, Nahi Hai

Jaane Na Kaha Wo Duniya Hai
Jaane Na Wo Hai Bhi Ya Nahi
Jaha Meri Zindgi Mujhse Itni Khafa Nahi

Ho Oh Jaane Na Kaha Wo Duniya Hai
Jaane Na Wo Hai Bhi Ya Nahi
Jaha Meri Zindgi Mujhse Itni Khafa Nahi

Ho Chhoti-Chhoti Baate Yuhi Aate Jaate
Yaade Sehlake Jati Hai
Raato Ko Sirhane Baansi Muskane
Mujhko Sulake Jaati Hai

Milna Nahi Hai Mumkin Itna Batao Lekin
Ham Fir Mile Kyun Hai
Tujhko Bula Na Payun Tujhko Bhula Na Payun
Yeh Silsile Kyun Hai

Hogi Jahan Subah Teri Palko Ki Kirno Mein
Lori Jaha Chand Ki Sune Teri Baaho Mein

Kahin Toh Kahin Toh Hogi Woh
Duniya Jahan Tu Mere Saath Hai
Jahan Main Jahan Tu Aur Jahan
Bas Tere Mere Jazbaat Hai

Teri Aahatein Nahi Hai, Aahatein Nahi Hai
Teri Aahate Nahi Hai

Jahan Meri Zindgi Mujhse Itni Khafa Nahi
Kehti Hai Fiza Jaha Teri Zameen Aasman
Jaha Hai Tu Meri Hansi Meri Khushi Meri Jaan
Bu şarkı sözü 190 kere okundu.