Jubin Nautiyal - Aawargi Şarkı Sözleri

Tadpe dil bheegi ye nazar
Mujhse kahe shaam o sahar
Koi hai khala raat din seene mein

Aashkon ka le ke shagun
Rahun khud mein hi mein magan
Meri ab tu hai yahi deewangi

Mein hun dil hai aur aawargi hai
Mein hun dil hai aur aawargi hai (x2)

Aawargi
aawargi
aawargi

Mujhme rahne ka tu karle faisla
Main hun tera tu hai mera bakhuda
Tu hi murshid tu murabbi hai mera

Tu akela hi hai mera kaafila
Meri ab to hai yahi deewangi

Mein hun dil hai aur aawargi hai
Mein hun dil hai aur aawargi hai (x2)

Aawargi
aawargi
aawargi
Bu şarkı sözü 138 kere okundu.