Vishal Dadlani - Paisa Lyrics

Teri zindagi ko, zindagi banaane aaya paisa
Berangi duniya ko, rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa

Bin tere bhi jeene ka aaya hai
Jo chaha tha tune wo paaya hai
Sab paison ki leela hai, maaya hai
Patjhar ka bhi mausham la de, Shavan jaisa

Teri zindagi ko, zindagi banaane aaya paisa
Berangi duniya ko, rangeen banaane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa

Jo tere shauk hai, shauk se aaj poore karle sabhi
Baaki na reh jaaye kuch kasar,
Aage ka tera lamba hai safar
Yahan se nahi dekhega tu piche mud ke kabhi

Jo kabhi bin padhe, faad ke fenkta tha arzi teri
Jamaana badla hai woh briother
Karega aab se teri kadar
Poori na sahi aadhi toh manega marzi teri

Ghum tere tu piche chhod aaya hai
Aur mushkurana tujhe aaya hai
Sab paiso ki leela hai, maaya hai
12 ko bhi dekho laage 52 jaisa

Tere jivan ke chakke ghumaane aaya paisa
Teri bekari ke chhakke chudane aaya paisa
Andhere kamro mein batti jalaane aaya paisa
Sapne tere sachhe karte dikhane aaya paisa
This lyrics has been read 168 times.