Kaise Paunche Hum
Kya koi raah hai?
Paap mein doobein
Khuda to paak hai
Is gulaami se, kaun hai jo
Humein azaad kare?
Yeh dil hai uski talaash mein
Samaarth hai Tere Lahu Mein
Paapon ko mitaa sake
Bandhanon se chudaakar kar de nayaa
Raat chaayi hai
Saaya maut ka
Dwaar kar lo bandh
Fasah parv hai
Mrityu dand se
Kya hai jisse humein baksh mile?
Is ghar ko uski talaash hai
Samaarth hai Tere Lahu Mein
Paapon ko mitaa sake
Bandhanon se chudaakar kar de nayaa
This lyrics has been read 151 times.