Sajjad Ali - Tasveerain Lyrics

Narration
(janay kitnee hazar raten hain.
Sab kee subhen alag alag hee sahee,
Inhee raton mein ek meree rat,
Chand ko jaltay bujhtay dekhtee hain,
Subh us per kabhee naheen atee)

Song
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaaain,
Tootee taqdeerain...

Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaaain,
Tootee taqdeerain.....
Dhulay dhulay rangon kee,
Maili tasveerain hain.....

Rait say bana ghar toot hee gaya,
Rishta kinaray say choot hee gaya hooo,
Rait say bana ghar toot hee gaya,
Rishta kinaray say choot hee gaya,
Hayeeeeee choot hee gaya,
Jamay hoye panee pay,
Likhee tahreeren hain,
Jamay hoye panee pay,
Likhee tahereereen hain,
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaain,
Tootee taqdeerain...
Dhulay dhulay rangon kee,
Find more lyrics at www.sweetslyrics.com
Mailee tasveerain hain,

Bhoolee hoyee bat mujhay yad kioon rahee,
Jagee jagee rat meray sath kioon rahee hoooo,
Bholee hoyee bat mujhay yad kioon rahee,
Jagee jagee rat meray sath kioon rahee,
Hoooo sath kioon rahee,
Jagah jagah kamray men,
Mazee kee lakeerain hain,
Jagah jagah kamray men,
Mazee kee lakeerain hain,
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaain,
Tootee taqdeerain.......

Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaaain,
Tootee taqdeerain.....
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasveerain hain,
La la la la...
Dhulay dhulay rangon kee....hmmmmm
Juray hoye hathon men,
Tootee taqdeerain haaaaaaain,
Tootee taqdeerain....
Dhulay dhulay rangon kee,
Mailee tasverain hain,
Hmmmmmmm lalala.....
Hmmmmmmmmm...hm....hmmmmm
Hmmmmmmmmmmm....hmmm...
Hm hm hmmmmmmmmmm,
Hmmmmmmm......
This lyrics has been read 237 times.