Chund kaliyan nishat ki chun kar
Mudatoon mehw-e-aass rehta hoon
Tujh say milna khushi ki baat sahi
Tujh say mil ker udhas rehta hoon
Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool

Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool

Woh mila tu rang-o-khushboo app he mil jainge

Us say milnay us k ghar main le chala kaghaz k phool
Us say milnay us k ghar main le chala kaghaz k phool
Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool
Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool
Tu naheen tha saath teri yaad thee gulshan main aaj

Phool mujh ko lug rahay tay bad numa kaghaz k phool
Phool mujh ko lug rahay tay bad numa kaghaz k phool
Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool
Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool
Us ke anay say mehuk uthay hian guldanon main yeh

Mudataoon jin ko jahan kehta raha kaghaz k phool
Mudataoon jin ko jahan kehta raha kaghaz k phool
Ab mere ghar main pare hain ja baja kaghaz k phool
Mujh say khushian le gaya aur de gaya kaghaz k phool
De gaye kaghaz ke phool de gaya kaghaz k phool de gaya kaghz k phool