Bin poochhe mera naam aur pataa
Rasmon ko rakh ke pare
Chaar kadam bas chaar kadam
Chal do naa saath mere
Bin kuch kahe, bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Chaar kadam bas char kadam
Chal do na saath mere
Raahon mein tum ko jo dhoop sataaye
Chhaaon bichha denge hum
Andhere Daraayein to jaa kar falak pe
Chaand sajaa denge hum
Chhaaye udaasi lateefe suna kar
Tujh ko hansa denge hum
Hanste hansaate yoon hi gungunaate
Chal denge chaar kadam
Tumsa mile jo koi rehguzar
Duniya se kaun Darey
Chaar kadam kya saari umar
Chal dungi saath tere
Bin kuch kahe, bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Chaar kadam bas chaar kadam
Chal do na saath merey
This lyrics has been read 1519 times.