Sach kahun to honth jalte mere
Chup rahun to saans hi naa aaye
Mushkil hai bahut hi
Ab chhupana ya batana
Zyaada paas aana
Hai asal mein door jana
Mere sath mere
Zakhm bhi hain dard bhi hain
Jinse hai bigadta
Jo bhi chahun main banana
Mujhe nazdeekiyon se meri
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Na shikayat hai tujhe
Shikayat na mujhe
Magar doori hai
Kya bhala roke humein
Badhe na kyun kadam
Agar doori hai
Poochhun tere baare
Chadhte din se shaam se bhi
Na hai chain teri yaad se bhi
Naam se bhi
Aisa kyon hua hai
Yeh pata hai jaante hain
Tujhse bhi mohabbat
Hai mohabbat kaam se bhi