Caminho das Índias (novela) - Nagada Nagada - Sonu Nigam / Javed Ali Lyrics
Ho oye hye oye
Rang puredi rang rangili
Ladki chail chapili
Usde chan chal nain kadaa
Are chan chan nain katar usda
Roop bana hatiyar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Oooo
Rang puredi rang rangili
Chail Chabile nar
Chan chal nain katar di
Usda roop tez talwar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
heyy
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
hoye
Hai hai hai
Jab bhi woh ladki, kidki pe aaye
Koi usko dhek mare
Koi bin dheke mar jaye
Aare guzre gali mohalle se
Tho mela sa lag jatha tha
har ek aashiq id manata
bhangda gatha tha
katam na hota deewano ke
Jalse shuro hua
hey
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Aare bachpan se uska
Ek deewana tha
Jiska kaam gali ke aashiq pare hatana tha
Dil se jisko maan raha tha
Apne dil ki rani woh
Aur kisi pe hi yaaro marti thi marjani woh
Ek kahani khatam tho duja kissa shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
Ooo
Rang puredi rang rangili
Chail Chabile nar
Chan chal nain katar da
Uska roop tez talwar
Uske roop se katal huye tho
Charcha shuro hua
Nagada nagada nagada baja
Nagada nagada nagada baja
hoye