Bheegi nahi aankhen bhi zamane se
Hai zindagi isi bahane se
Seeli seeli baarish aake toh bhar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de

Sehra sehra hoon main
Jal thal tu kar de
Ye aankhen baadal.
Ye aankhen baadal.
Ho. meri jugnu wo saare mere
Dhoop mere taare daane
Konsi gali mein chhote
Hue gum kahan pe
Deewarein hain lakhon
Na koi darwaza
Saanson ke aane ka
Rasta to batla ja
Thehra thehra hai dil
Bekal tu kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Sehra sehra hoon main
Jal thal tu kar de
Meri chhat pe na aaya koi
Chandni ka saaya
Meri raaton se bach ke nikle
Neendon ke jhakhire
Ho meri chhat pe na aaya koi
Chandni ka saaya
Meri raaton se bach ke nikle
Neendon ke jhakhire
Na koi rehbar hai
Na koi rehjan hai
Apne hi aansoo hain
Apna hi daman hai
Khali khali shamein
Halchal tu bhar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal kar de
Sehra sehra hoon main
Jal thal tu kar de
Ye aankhen baadal, baadal, baadal, baadal...
Aa...