Afsana tera mera chatkhaare waala
Beech beech mein
Sur lag jaata hai mera tumhare waala
Beech beech mein
Shola shola saansein bhaari bhaari
Aaja maza lenge baari baari
Badlega phir yeh status
Kanwaare waala beech beech mein
(Beech beech mein...)
Afsana tera mera chatkhaare wala
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Hai safar mein zameen
Chal raha aasmaan
Dono ki jo kahaani
Hoke naa ho bayaan
O begaani jagah pe nadaani
Karein na karein toh kahaan
Jaldi mein ye pal dheeme
Kyun hain chalte yahaan
Main tujhe dekhun aadha baki
Baaki aadhe mein hai kya chalaki
Dikhla de gussa woh bhi
Karaare wala beech beech mein
Beech mein armaan aise jaage
Nishaane nazar ne daage
Kahe dil ki badh ja aage
Kabhi door door
Kabhi paas paas
Kabhi door paas
Ke beech beech mein
(Beech beech mein...)
Kabhi door paas
Kabhi paas door
Kabhi saans saans ke
Beech beech mein
(Beech beech mein...)
Shola shola saansein bhaari bhaari
Aaja maza lenge baari baari
Badlega phir yeh status
Kanware waala beech beech mein
(Beech beech mein...)
Afsana tera mera chatkhaare wala beech beech mein
Dieser text wurde 188 mal gelesen.