Tu hi to hai
Tu hi to hai
Har pal hi teri
Baaton mein ghuzarta
Itna kyun mere sath aayi tu
Tu na jaane, tu na jaane
Har pal mein tu hai
Main hoon ya hai rasta
Itna kyun mujhko door laayi tu
Na main vaada karta hoon
Na main bhoola karta
Tu hai to sab raston pe
Main kya dhoondha karta
Yoon tera hona bhi aur tanha karta
Tu hi to hai
Tu hi to hai
Jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai
Ab itni to pehchan ho gayi
Nahi hai to nahi hai tu
Ab chhoda hai to
Sach mein chhod de mujhko
Kyun har pal ki mehmaan ho gayi
Main yoon tanha jeeta hoon
Jaise koyi marta
Yeh bhi koi hona hai
Jo hai aankhein bharta
Yoon tera hona bhi aur tanha karta