Hothon Pe Jaan Chali Ayegi
nainon Mein Neend Nahin Ayegi
raina Nahin Yeh Nagin Hai
aisa Lage Hum Dono Ko Yeh Ek Saath Duss Jayegi
teri Aadhi Jaagi Aadhi Soyi Soyi Aankhen
aise Palkon Ke Jharokho Se Jhaanke
jaise Meri Tu Dulhan Hai
aisa Hai To
mere Sapno Ki Suni Sej Saj Jayegi
hothon Pe Jaan
koi Duja Nahin Khali Ghar Lagta Hai
khali Ghar Mein Bhi Thoda Dar Lagta Hai
duniya Dilon Ki Dushman Hai
aise Humein
kisine Jo Dekha To Kahani Ban Jayegi
hothon Pe Jaan
tujhe Iss Naiynon Wali Doli Mein Bitha Doon
ang Chooke Kali Se Main Phool Bana Doon
yeh Lat Magar Ek Uljhan Hai
ise Meri Preet Bhala Kaise Suljhayegi
hothon Pe Jaan
Dieser text wurde 147 mal gelesen.