Tere jaane ka gham
Aur na aane ka gham
Phir zamane ka gham
Kya karein
Raah dekhe nazar
Raat bhar jaag kar
Par teri to khabar na mile
Bahut aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Iraade phir se jane ke nahi lana
Tum hi aana
Koyi to raah woh hogi
Jo mere ghar ko aati hai
Karo peechha sadaaon ka
Suno kya kehna chahati hai
Tum aaoge mujhe milne
Khabar yeh bhi tum hi lana
Bahut aayi gayi yaadein
Magar is baar tum hi aana
Marjaavaan
Dieser text wurde 595 mal gelesen.