Javed Ali - Rangreziya Songtexte

Rangreziya... Rangreziya...
Tune kiya toh kya kiya,
Tere bahane se manane se na aane se,
Jaage jagaye ghabraye yeh jiya..


Baton batoon mein ruth jane se manane se
Kyun bebashi pe muskaye yeh jiya.
Rangreziya ... Rangreziya...


Hath jo... Hathoon mein tha,
Toh sukoon ratoon mein tha,
Har ghadi har ek pal,
Dil teri yadon mein tha...

Ab wo subha na shaam hain,
Na chain na aaram hain,
Dil thod ne ka aaj kal, sar pe mere ilzam hain...


Tere bahane se manane se na aane se,
Jaage jagaye ghabraye yeh jiya,
Baato-baato mein ruuth jaaney sey mana ney sey,
Kyun bebasii pe muskaye yeh jiya..


Rangreziya ... Rangreziya...
Tune kiya toh kya kiya,
Rangreziya... Rangreziya...
Tune kiya...Toh kya kiya,


Rangreziya... Rangreziya...
Rangreziya... Rangreziya... (x2)
Dieser text wurde 370 mal gelesen.