Kahta kuch aur karta hai aur
Leta hai kyun tu dil pe joor
Batla, Batla
Kori si raat ko bharde aaj
Tu khol de sab raaz raaaz
Beh ja, Beh ja
Gupchup sa kyun hai tu yeh bata
Kuch toh hansi ko de jagah
Bewajah, bewajah
Khoye khoye beparwa ho
baton baton mein subah ho
lamho ko le saja
Nahi hai tu tanhaa
Chalun main wahan
Jahan tu chala
Chalun main wahan
Jahan tu chala
Samjha bujha ke dekhte hai
Din dukh pahle senkte hai
Chal bane nayi kahaniyan
Beirada sadko pe tarikho ko dhakelte hai
Chal wahan jahan na ho gaya
Chalun main wahan
Jahan tu chala
Chalun main wahan
Jahan tu chala
Chalun main wahan
(Kaisa bhi ho sama)
Jahan tu chala
(Rahun saath sada)
(Kaisa bhi ho sama)
(Rahun saath sada)
Dieser text wurde 204 mal gelesen.