Koyi khushi hai yeh raat aayi
Sajdhaj ke baraat hai aayi
Dhire dhire gam ka saagar tham
Gaya aankhon mein aakar
Gunj uthi hai jo shehnaayi to
Kholiye baandh bandhayi
Hamesha tumko chaaha aur
Chaaha aur chaaha...
Hamesha tumko chaaha aur
Chaaha kuchh bhi nahin
Tumhein dil ne hai puuja puuja
Puuja aur puuja kuch bhi nahin
Na na nahin...
Kuchh bhi nahin...
Khushiyon mein bhi chhaayi
Udaasi dard ki chhaaya mein vo
Lipti
Kahne piya se bas yeh aayi...
Jo daag tumne mujhko diya us
Daag se mera chehra khila
Rakhuungi isko nishaani banaakar
Maathe par isko hamesha
Sajaakar
O pritam o pritam bin tere mere is
Jivan mein kuchh bhi nahin
Nahin... Kuchh bhi nahin
Bite lamhon ki yaadein lekar
Bojhal qadmon se voh chalkar
Dil bhi roya aur aankhein bhar aayi
Man se aawaaz hai aayi
Vo bachpan ki yaadein vo rishte
Vo naate vo saawan ke jhule
Voh hansna voh hansaana voh
Ruuthkar phir manaana
Voh har ek pal mein dil mein
Samaayi diye mein jalaaye
Le ja rahi huun main le ja rahi
Huun main le ja rahi huun
O pritam o pritam bin tere mere is
Jivan mein kuchh bhi nahin
Nahin... Kuchh bhi nahin
Hamesha tumko chaaha aur
Chaaha aur chaaha...
Haan chaaha chaaha chaaha
Chaaha
Bas chaaha chaaha chaaha
Chaaha
Haan chaaha chaaha chaaha
Chaaha
Aur chaaha chaaha chaaha
Chaaha...
Dieser text wurde 216 mal gelesen.