Shaam-o-sehar teri yaad mein
Dooba rahun jaane jaa
Socha na jaaye kuchh aur bhi
Ek tere shiwa
Din beete jaise taise
Raatein guzaaron kaise
Saanso ki yeh betaabi
Jeene na degi aise
Aa jaa yeh toh bata de
Aa jaa jeena shikha de
Aa jaa yeh toh bata de
Aa jaa jeena shikha de
Reh na sakoon main tere been
Tanhaaiyon ke saare mausam
Kaise katenge yeh safar
Aise akele mere hum-dam
Din beete jaise taise
Raatein guzarun kaise
Saanson ki yeh betaabi
Jeene ja degi aise
Aa ja yeh toh bata de
Aa ja jeena shikha de
Aa ja yeh toh bata de
Aa ja jeena shikha de
Lamhein puraane yaadon pe chhaye
Dil mein junoon ka woh daor hai
Kaise manaaye, maanega na yeh
Dil pe bhala kaise zor hai
Suni suni si reh guzar
khoye khoye se hain nazaarein
Tum been jeeye na jaayega
Ruthi ruthi si bahaarein
Shaam o sehar teri yaad mein
Dooba rahun jaane jaa
Socha na jaaye kuchh aur bhi
Ek tere shiwa
Din beete jaise taise
Raatein guzaaroon kaise
Saanson ki yeh betaabi
Jeene na degi aise
Aa jaa ye to bata de
Aa jaa jeena shikha de
Aa jaa ye to bata de
Aa jaa jeena shikha de