Atif Aslam - Tu Jaane Na Songtexte

Kaise bataayein,
Kyun tujhko chahe,
Yaara bataa na paaye...

Baatein dilo ki,
Dekho jo baaki,
Aankhein tujhe samjhaye...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Milke bhi,
Hum na mile.
Tum se na jaane kyun...?
Meelon ke,
Hai faasle.
Tum se na jaane kyun...?
Anjaane,
Hai silsile.
Tum se na jaane kyun...?
Sapne hai,
Palkon tale.
Tum se na jaane kyun...?

Kaise bataayein,
Kyun tujhko chahe,
Yaara bataa na paaye...

Baatein dilo ki,
Dekho jo baaki,
Aankhein tujhe samjhaye...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Nigahon mein dekho meri,
Jo hai bas gaya.
Woh hai milta tumse hubahu...

Ooo...

Jane teri aankhein thi,
Ya baatein thi wajaah.
Hue tum jo dil ki aarzoo...

Tum paas ho ke bhi,
Tum aas ho ke bhi,
Ehsaas ho kee bhi.

Apne nahi aise hain,
Humko gile.
Tumse na jaane kyun...?

Meelon ke,
Hain faasle.
Tum se na jaane kyun...?

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Ooo...

Jaane na.
Jaane na.
Jaane na.

Haaa...

Tu jaane na...

Khayalon mein lakhon baatein,
Yun to keh gaya...
Bola kuch na tere samne...

Ooo...

Hue na begaane,
Bhi tum hoke aur ke...
Dekho tum na, mere hi baney...

Afsos hota hai,
Dil bhi yeh rota hai,
Sapne sanjota hai.

Pagla hua Soche ye,
Hum the mile.
Tumse na jaane kyun...?

Meelon ke,
Hain faasle.
Tum se na jaane kyun...?

Anjaane,
Hai silsale.
Tum se na jaane kyun...?

Sapne hain,
Palkon tale.
Tum se na jaane kyun...?

Kaise bataayein,
Kyun tujhko chahe,
Yaara bataa na paaye...

Baatein dilo ki,
Dekho jo baaki,
Aankhein tujhe samjhaye...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...

Tu jaane na...
Tu jaane na...
Dieser text wurde 529 mal gelesen.