Aankhon ki nami
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai
Aanchal jo udaa
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai
Leharon se hai
Saagar se gehri bhi hai
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein
Har saans sunaati hai
Tera hi naam
Palko ke chaaon mein
Do pal ka aaraam
Kacche ye dhaage hain
Kacche hain rang
Chhu loon toh jee bhi loon
Kuch tere sang
Leharon se hai
Saagar se gehri bhi hain
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein
Main neend bulaata hoon
Haathon mein haath
Chaadar ke kone mein
Reh jaati baat
Khwabon ki nishaani hai
Aasmaan ke paar
Jis raat ke seene mein
Chhalka hai pyaar
Aankhon ki nami
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai
Aanchal jo udaa
Haan teri meharbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai
Leheron se hai
Saagar se gehri bhi hai
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein
Dieser text wurde 335 mal gelesen.