Main woh raat hoon
Woh halaat hoon
Jiski na hai door door
Ab to subah koyi
Main to shor hoon
Par chup chaap hoon
Mujhse koyi khaali nahi
Dekho jagah koyi
Sunn le meri aankhon ki zameen pe
Dena dikhayi kuchh nami se
Koyi to jaane meri bebasi bebasi ho ho
Sunn le mera suraj bhi galti se
Dooba meri khidki pe
Kahan se aayegi haan roshni roshni ho
Haan din mein hi shaam si hai
Thodi thakaan si hai
Haara nahi hoon main ab talak to
Main uth ke phir khada hoon dekho
Haan mere hathon ki lakeerein
Mere hathon mein bachi hain
Koyi kya mitayega aake inko
Mere hathon mein rahengi
To phir dard saare yeh daba ke
Zid ko ziddi bana ke
Ab rahunga nahi yoon chup main, chup main
To phir saansein zakhmi bana ke
Kasmein aasuon ki kha ke
Ab ladoonga yahan bhi khud main, khud main
Dieser text wurde 104 mal gelesen.