Kisi shaam ki tarah
tera rang hai khila
Main raat ek tanha
Tu chand sa mila
Haan tujhe dekhta raha
Kisi khwab ki tarah
Jo ab samne hai tu
Ho kaise yakeen bhala...
Toota jo kabhi tara Sajna ve
Tujhe rab se maanga...
Rab se jo maanga Mileya ve...
Tu mileya toh Jaane na doonga main
Haa... aaa... Oho... o... oo.ooo
Haan maine suni hai (suni hai)
Pariyon ki kahani
Waisa hi noor tera (tera)
Chehra hai tera roohani
Aa tujhko main apni
Aaja meri baahon mein chhupa loon
Haan apni iss zameen ko
Kar doon main aasmani
Zindagi rok doon main
Ab tere samne
Pal do pal jo ruke
Tu mere sath main...
Toota jo kabhi tara Sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga mileya ve...
Tu mileya toh Jaane na doonga main
Itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen toh tera... yeh pyar hai
Haan itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen toh tera pyar...
Ye tere mera pyar ye
Jaise khwab aur dua
Haan sach kar raha inhe
Dekho mera khuda...
Toota jo kabhi tara Sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga Mileya ve...
Tu mileya toh
Jaane na doongi main...
Ho... Ha... O... Ho... Ooo... Ou...