ghar se nikal te hi
kuch dur chalte hi
raste me hai uska ghar
pehli dafame
jab usko dekha tha...
sasein gayi yeh thahar...
rehti hai dilme mere
kaise batau usay...
mein to nahi keh saka
koi bata de usay...
ghar se nikal te hi
kuch dur chalte hi
raste me hai uska ghar
uski galime hai dhali
kitni hai shamein meri
dekhe kabhi wo jo muje
khush hu bas itne mehi
meine tarique sau ajmaye...
jake usay kuch bolna paye ...
sab bhul jata hu ...
milti hai jab ye nazar...
ghar se nikal te hi
kuch dur chalte hi
raste me hai uska ghar
kal jo mile wo rahonme ,to mein usay roklu...
uske dilme kyahey chhipa,ekbar mein puchhlu...
par ab waha wo,raheti nahi hai...
meine suna hai,wo ja chuki hai...
mein phir bhi jata hu,sab dohratata hu...
shayad mile kuch khabar...
ghar se nikal te hi
kuch dur chalte hi
raste me hai uska ghar